2 NEW UNIQUE ELECTRONIC GRAGEST
Two a little gadget that might literally save your Life.
Hello guys science Hamara World me har roz kuch na kuch New New "GRAGEST, TECHNOLOGY, ETC" abiskar karta hai. Aur duniya me kuch aisi chis abiskar ho chuka hai jo ki hamare woh bahut kam ka hai. Aur guys kuch aisi chis hamare world me hai jis chis "TECHNOLOGY, GRAGEST, ETC" ke baremein hume nehi pata. Lekin guys Aaj me apko 2 aisi "TECHNOLOGY, GRAGEST," Ke baremein batunga jinke baremien Aap nehi jante honge. Aur janke Aapko kuch "knowledge" badhega.
TAJIMA HELMET
Tajima Seiryo Cooling Helmet Fan, a little gadget that might literally save your Life.
Aur Dosto hamare yahan pe no 1 pe jo "GRAGEST" hai woh hai "tajima helmet fan" aur guys yeih Tajima Seiryo Helmet Cooling Fan duniya ka sabse massor helmet hai.
And yeih helmet dhop, aur summer me kam karne wale worker ke liye khash kar ke banaya gaya hai. and yeih "GRAGEST" me piche ki taraf ek cooling fan lagaya gaya hai jo garmi me kam karne wale worker ko thandi thandi hawa deta hai. Aur iss "GRAGEST" ko use karne wale worker ko garmi se kafi rahat milti hai.
And guys yeih Tajima Seiryo Helmet Cooling Fan me na fan ko control karne ka bhi features diya gaya hai. Aur yeah fan ko ek baar charge kerne par yeih fan 8 ghanta tak chalta hai. Ager iski wight ki baat karenge toh iski wight matra "921 grams" hai. aur iss "GRAGEST" ki abiskar "JAPAN" Me kiya gaya hai.
And hum last me baat karenge iss "Tajima Helmet Fan" ki jo price rakhi gaye hai " $182 dollar " hai ager hum dollar ko rupees me convert karenge toh kareeb kareeb 12600 rupay. aur iss tarah yeah sab "TECHNOLOGY" dekh na aisa lag raha hai japan duniya se 10 saal age chalta hai..
The Tajima Seiryo Helmet Fan features
Lithium-ion battery
Silicone funnel and fan
Can operate for 8 hours on full power and around 18 hours at lower power
Weight: 921g (32.4 oz)
Strong adjustable band
Simple one-button clip-on controller
Charging time: around 6 hours
Instructions: In Japanese (but easy to use)
Aur yahan pe hamara dusre no pe jo "GRAGEST, " Hai Woh Hai
p+ smart parking
P+ SMART PARKING SYSTEM
Aur Dosto ajj kal jamana me kisi ko "CAR" chalana passand nehi hota hai. Aaj kal jamane me toh log apni "CAR" Ko lekar ghum ne phir ne masti karne me lage hain.
Aur yeih jamane me toh har kisi na kisi ke paas me 2,3 gadiyaan hota reheta hai. Lekin parking ke shamashyan mein har kisi ko parishani hota reheta hai.
Aur yeih jamane me toh har kisi na kisi ke paas me 2,3 gadiyaan hota reheta hai. Lekin parking ke shamashyan mein har kisi ko parishani hota reheta hai.
Aur iss shamashyan se rahat pane keliye "p+ smart parking " Ko banaya Gaya hai. Aur yeah parking system kafi useful hai. And yeah parking system ko app apni office or ghar ke bahar install kar sakte ho. And guys yeih p+ smart parking system ko setup karne keliye maximun 3 se 4 din lagta hai. And yeih parking system me 16 gadiyaan parking ho sakte hain.
Aur Guys Aap Bataou Kaisa Laga Yeih Two " GRAGEST, TECHNOLOGY " Ke Baremein. Ager App Sabhi Ko Acha Laga Hai Toh Guys Yeih Post Ko Share Kare And Mere Ko Comment Karo Inmese Konsa GRAGEST Apko Sabse Acha Laga .
2 NEW UNIQUE ELECTRONIC GRAGEST
Two a little gadget that might literally save your Life.
Always Stay True To Yourself And Never Sacrifice Who Are You For Anyone
I Hope you Like Best Collection of Latest Facebook Status For
Facebook,WhatsApp Helpful please don,t Chef To Share The Collection
Great content, I love it. thanks for sharing. for more amazing status and messages please visit the following links
ReplyDeleteBreakup Status
FB Status
WhatsApp Status
Motivational Status
Alone Status